Added: Nov 18, 2008

From: akankshaambition

Duration: 4:0

Bavra mann dekhne chala ek sapnaBavre se mann ki dekho Bavri hain baateBavri si dhadkane hain Bavri hain saanseBavri si karvato se nindiya tu bhaageBavre se nain chaahe Bavre jharokho seBavre nazaaro ko takna Bavra mann dekhne chala ek sapnaBavre se is zahan mein Bavra ek saath hoIs sayani bhid me Bas hatho me tera hath hoBavri si dhun ho koi Bavra ek raag hoBavre se pair chaahe Bavre tarano keBavre se bol pe thiraknaBavra sa ho andhera Baavri khamoshiyaanThartharati lau ho maddham Bavri madhoshiyaanBavra ek ghunghta chahe Haule haule bin batayeBavre se mukhde se saraknaBavra mann dekhne chala ek sapna

Channel: Entertainment

Tags: bavra  chala  dekhne  ek  mann  sapna 


Rating: 5.00 (5 ratings)    Views: 4878' favoriteCount='25    Comments: